Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


suljhao na uljhi zulfon ko hum uljhan mein pad jaate hain suljhao na uljhi zulfon ko yun dekh ke uljhi nazron se kyun aap humen uljhate hain suljhao na uljhi zulfon ko hum uljhan mein pad jaate hain suljhao na uljhi zulfon ko hum doob rahe hain masti mein aise mein naa palken japkana hum doob rahe hain masti mein aise mein naa palken japkana darr hai aankhon hi aankhon mein ban jaaye na koi afsaana ban jaaye na koi afsaana ye pal to guzar jaate hain magar afsaane hi reh jaate hain suljhao na uljhi zulfon ko inn behki behki baaton pe dekho ji humen naa behkaao inn behki behki baaton pe dekho ji humen naa behkaao muddat se yunhi tadpate ho ab aur humen na tadpaao ab aur humen na tadpaao hum pyaar ki lambi raahon pe chalne se abhi ghabrate hain suljhao na uljhi zulfon ko yun dekh ke uljhi nazron se kyun aap humen uljhate hain suljhao na uljhi zulfon ko hum uljhan mein pad jaate hain suljhao na uljhi zulfon ko
sultaana sultaana tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya rokega zamaana tod ke sab deewaaren tujhko le jaayega deewaana sulemaan sulemaan tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya rokega zamaana shamma usi mehfil mein jalegi jismein hoga parwaana sultaana sultaana tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya rokega zamaana tod ke sab deewaaren tujhko le jaayega deewaana teri ho jaaun main daudi chali aaun mera naam leke pukaaro to zara main tera ho jaaun main jaanu dil lutaaun tabhi apni zulfen sanwaaro to zara jab ye zulfen lehraayen kaale baadal chha jaayen tauba ban jaaye afsaana sultaana sultaana tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya rokega zamaana tod ke sab deewaaren tujhko le jaayega kya chup rahenge bhala ye kab kahenge ki honthon pe apni ruki hai koi baat duniyaa ne haay to pehre hain lagaaye abhi to hai mushkil humaari mulaaqaat dushman mere so jaayen jab andhere ho jaayen mere khvaabon mein aa jaanaa sulemaan sulemaan tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya
sultaanaaaaa sultaana sultaana mera naam hai sultaana sultaana sultaana mera naam hai sultaana mere husn ka har andaaz mastaana mere husn ka har andaaz mastaana main pariyon ki raani meri chadti jawaani jo bhi dekhe ho jaaye deewaana sultaana sultaana mera naam hai sultaana mere husn ka har andaaz mastaana main chaal chalun to hirni ruk jaaye angdaayi loon to bijli sharmaaye main chaal chalun to hirni ruk jaaye angdaayi loon to bijli sharmaaye haan main shokh kali hoon chanchal titli hoon main shokh kali chanchal titli har koi deta hai dil nazrana sultaana sultaana mera naam hai sultaana sultaana sultaana mera naam hai sultaana mere husn ka har andaaz mastaana masoom samjh ke dore mat daalo dil se jaaoge are o dil waalo masoom samjh ke dore mat daalo dil se jaaoge are o dil waalo haan main aaj yahaan hoon kal jaane kahaan hoon main aaj yahaan kal jaane kahaan banjaaron ka kab koi thikaana sultaana sultaana mera naam hai sultaana sultaana sultaana mera naam hai
sultaana mera naam hai sultaana mera naam hai yahaan har chehra badnaam hai phir mujhpe kyun ilzaam hai hoooouuu uu oo oo aa aauu oo oo oo sultaana mera naam hai uljhane hain yahaan aa gaye tum kahaan samjho ishara humaara zamaana bura ho parde ki baat ko parde mein rehne do aise mein dil vil ki baaten sunaana bura hey hey hey hey sultaana mera naam hai sultaana mera naam hai aaauuu uu oo oo aa sabke do chehrehain raaz e dil gehre hain pehre bichhe hain nazar ke yahaan se wahaan ho mehfil mein har koi hosh mein hai abhi manzil ka aise mein kaise milega nishaan hey hey hey hey sultaana mera naam hai sultaana mera naam hai aaauuu uu oo oo aa haathon mein jaam le aankhon se kaam le aise mein dhokha na khana mere dilruba ho dekho dil se nikal hai yahin ek pal mauka dobaara to aata nahin ba khuda hey hey hey hey sultaana mera naam hai sultaana mera naam hai yahaan har chehra badnaam hai phir mujhpe kyun ilzaam hai hoooouuu uu oo oo aa aauu oo oo oo sultaana mera naam
suman sudha rajni chanda aaj adhik kyun bhaaye suman sudha rajni chanda aaj adhik kyun bhaaye suman sudha prem singhasan piya biraaje pankha jhalun main haule mohit mugdh unhin ko taakun ban mayur mann dole suman sudha rajni chanda aaj adhik kyun bhaaye suman sudha rajni chanda aaj adhik kyun bhaaye suman sudha hooooo hooooooo aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa hmmm hmmm aaaaa aaaaa aaaaaaa pratibimb meri aashaon ka tum santosh ho mera aalingan sunder sapnon ka khushiyon ka kosh ho mera suman sudha rajni chanda aaj adhik kyun bhaaye suman sudha rajni chanda aaj adhik kyun bhaaye
Sumar Manva
ho oo hmmm hmmm sun ae bahar e husn mujhe tum se pyaar hai sun ae bahar e husn mujhe tum se pyaar hai haan haan zarur hoga mujhe aitbaar hai haan zarur hoga mujhe aitbaar hai tum beqaraar ho to mujhe kab qaraar hai haan haan zarur hoga mujhe aitbaar hai haan zarur hoga mujhe aitbaar hai main kya kahun sanam jo mere dil ka haal hai main kya kahun sanam jo mere dil ka haal hai din raat main hoon aur tumhara khayal hai tumhara khayal hai tum door jab nahin ho toh main beqarar hoon tum paas jab nahin to mujhe intezar hai haan haan zarur hoga mujhe aitbaar hai tum dard do agar to usse main dawaa kahun tum dard do agar to usse main dawa kahun main jo hoon wo tumhari zafa ko wafa kahun zafa ko wafa kahun dekho gale laga lo mujhe tum to shukriya dil tod do to yeh bhi tumhein ikhtiyaar hai dil tod do to yeh bhi tumhein ikhtiyaar hai sun ae bahar e husn mujhe tum se pyaar hai haan haah zarur hoga mujhe aitbaar hai haan zarur hoga mujhe aitbaar hai
sun aye maahzabin mujhe tujhse ishq nahin mujhe tujhse ishq nahin tujhse ishq nahin nahin nahin nahin sun aye maahzabin mujhe tujhse ishq nahin yun main tera kaayal hoon naaz o adaa par maayal hoon jalwon ka dam jalwon ka dam bharta hoon chhup chhup dekha karta hoon par aye parda nashin mujhe tujhse ishq nahin sun aye maahzabin mujhe tujhse ishq nahin tu wo dilkash hasti hai jo khwabon mein basti hai tu keh de to oooooo tu keh de to jaan de doon jaan to kya imaan de doon par aye haath lagi mujhe tujhse ishq nahin sun aye maahzabin mujhe tujhse ishq nahin mujhe tujhse ishq nahin
om namah shivaay haay om namah shivaay hmmm om namah shivaay hmmm hmmm om namah shivaay hahahah ahhaha sun baal brahmachari main hoon kanya kunwaari sun baal brahmachari main hoon kanya kunwaari tere man mein preet ka rang bhar doon aaj tapasya bhang kar doon sun baal brahmachari main hoon kanya kunwaari sun baal brahmachari main hoon kanya kunwaari tere man mein preet ka rang bhar doon aaj tapasya bhang kar doon sun baal brahmchaari main hoon kanya kunwaari aake khadi hoon dwaare tere kyun baitha hai aankhen phere aake khadi hoon dwaare tere kyun baitha hai aankhen phere in aankhon ki madira pee le in aankhon ki madira pee le chhod ye maala hans kar jee le ari sun roopwati main hoon sant jati sati kisi aur pe dore daalo meri maa mujhe bacha lo sun baal brahmachari main hoon kanya kunwaari tere man mein preet ka rang bhar doon aaj tapasya bhang kar doon sun baal brahmachari main hoon kanya kunwaari ban than ke main aise nikli jaise saavan mein chamke bijli ban than
sun bairi balam sach bol re ib kyaa hoga sun bairi balam sach bol re ib kyaa hoga main khoyi tu khone laga haan mere dil mein yun yun hone laga haan main khoyi tu khone laga haan mere dil mein yun yun hone laga haan main rone lagi tu rone lagaa re ib kyaa hogaa sun bairi balam sach bol re ib kyaa hoga sun bairii balam sach bol re ib kyaa hoga baithe baithe aah bharne lage he hum ik dooje par marne lage he baithe baithe aah bharne lage he hum ik dooje par marne lage he hum ye kyaa nakhre karne lage re ib kyaa hogaa sun bairii balam sach bol re ib kyaa hoga sun bairii balam sach bol re ib kyaa hoga ab din ko sapne aane lage he taaron se aankh churaane lage he ab din ko sapne aane lage he taaron se aankh churaane lage he hum apne se sharmaane lage re ib kyaa hogaa sun bairii balam sach bol re ib kyaa hoga sun bairii balam sach bol re ib kyaa hoga
suno bhai baraati suno bhai baraati are dulha dulhan ko akela zara chhodo pyaar bhari baaten karen jeevan saathi suno bhai baraati suno bhai baraati haan badi mushkil se dil milte hain armaanon ke gul khilte hain jeevan mein bas ek baar badi mushkil se dil milte hain armaanon ke gul khilte hain jeevan mein bas ek baar saajan sajni ko akela zara chhodo mil ke gale lehraayen deepak baati suno bhai baraati suno bhai baraati haan haan uppar se hum rangeele hain andar se hum sharmeele hain dekho na humein is tarha uppar se hum rangeele hain andar se hum sharmeele hain dekho na humein is tarha ladka ladki ko akela zara chhodo raat milan ki hai ek baar aati suno bhai baraati suno bhai baraati haan hey kaam karo sab apna apna dekh rahe hain hum ek sapna premi hain khoye huye hey kaam karo sab apna apna dekh rahe hain hum ek sapna premi hain khoye huye are gudda guddi ko akela zara chhodo phir dekho preet kya hai rang laati suno bhai baraati suno bhai baraati yee
bhanvaraa re ga re ga re ga re ga pa ma ga re bhanvaraa bhanvaraa bhanvaraa bhanvaraa sunn sunn bhanvaraa o sunn sunn bhanvaraa kaisi baatein banaaye o sunn sunn bhanvaraa sunn sunn bhanvraa sunn sunn bhanvaraa kaisi baatein banaaye kaisi baatein banaaye banaaye re sunn sunn bhanvaraa choome kanval aur sau sau kasmein sau sau kasmein khaaye choome kanval aur sau sau kasmein sau sau kasmein khaaye sunn sunn bhanvaraa sunn sunn bhanvaraa re ga ma pa pa pa pa ma ga ma pa pa ga ma pa dhaa ni dha re ga ma pa ma ga ma re re ga ma pa ma re ma sa ni sa ni dha ma re ma re sunn sunn bhanvaraa roushan roushan bhor dikhaye roushan roushan bhor dikhaye prem ki paalki laaye laaye prem ki paalki laaye udan khatole pe aaye bhanvaraa kartab kar dikhlaaye bhanvaraa sunn sunn bhanvaraa kaisi baatein banaaye kaisi baatein banaaye kaisi baatein banaaye sunn sunn bhanvaraa hooo sunn sunn bhanvaraa sunn sunn bhanvaraa sunn sunn bhanvaraa bhanvaraa re bhanvaraa re bhanvaraa re
sun chaand meri ye daastan main kahun tujhe ya ke na kahoon teri chaandni tere paas hai mujhe yeh bata main kahaan rahun sun chaand meri ye daastan khili rain mein dekho chain se hai yeh saara aalam so raha tere in sitaaron ki chhaanv mein main akela chupchup ro raha lagi aag birah ki ang mein main sahun ise ya ke na sahun main sahun ise ya ke na sahun sun chaand meri ye daastan wo nazar jo dil mein utar gayi jaise chubh gaya koi shool ho wo hatheli par tera mukh saja jaise phool par koi phool ho yun bahe nadi teri yaad ki main bahun yahaan ya ke na bahun main bahun yahaan ya ke na bahun sun chaand meri ye daastan
sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun ri champa sun taara sach ke gale mein padi maala jhoothon ka to munh hua kaala hooo oooo sach ke gale mein padi maala jhoothon ka to munh hua kaala kaise hua aise hua kaise hua aise hua hairaan hai jag saara sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun champa sun taara banda hoon main to seeda saada karata hoon tumse main ye wada hooo oooo banda hoon main to seeda saada karata hoon tumse main ye wada aaj se hoga wo dukh mera aaj se hoga wo dukh mera dukh hai jo tumhara sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun ri champa sun taara chham chham jo baaje
sun dard bhari fariyaad ho dard bhari fariyaad ho taqdeer banaane waale re taqdeer banaane waale re sun dard bhari fariyaad ghum ne mujhe barbaad kiya hai maine tujhi ko yaad kiya hai ghum ne mujhe barbaad kiya hai maine tujhi ko yaad kiya hai ghum se mujhko chhuda le re ghum se mujhko chhuda le re taqdeer banaane waale re taqdeer banaane waale re sun dard bhari fariyaad dil ke sahaare toot chuke hain apne paraaye rooth chuke hain dil ke sahaare toot chuke hain apne paraaye rooth chuke hain tu hi apna bana le re tu hi apna bana le re taqdeer banaane waale re taqdeer banaane waale re sun dard bhari fariyaad aa gaye naale aaj zabaan tak sabr karun main haaye kahaan tak aa gaye naale aaj zabaan tak sabr karun main haaye kahaan tak dil mein pad gaye chhale re dil mein pad gaye chhale re taqdeer banaane waale re taqdeer banaane waale re sun dard bhari fariyaad
Sun Giniyaa Nahi Karunga Ab Galti, Jo Tu Na Ruthe Re Kabhi, Mail Ho To Chhut Gaye Aadat Na Chhute Re Kabhi
sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata aahaa sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata kuch pyaari pyaari baatein humari aa jaate jaate tu bhi sun ja sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata arre kuch pyaari pyaari baatein humari aa jaate jaate tu bhi sun ja sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata hum aaj dono akele hain sun bawari shor yunhi machana na tuuuu haaaa jo need aa jaaye saiyaan ki baiyaan mein to zindagi bhar jagana na tu hum aaj dono akele hain sun bawari shor yunhi machana na tu jo need aa jaaye saiyaan ki baiyaan mein to zindagi bhar jagana na tu dheere dheere haule haule man ki kahani aayi deewani chhupte chhupaate tu bhi sun ja sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata ho ho ho ho hoo ho ho ho o o o hoooo ho ho ho hoooo hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm par yaad rakhna ye baatein kisi aur se jaa ke bairan tu kehna nahin nainon mein nindiyaan nahin aaj bas aaj humre jiya mein bhi chaina nahin chori
ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan aati hai sadaa teriii toote huye taaron se aahat teri sunti hoon khaamosh nazaron se bheegi hawaa udi ghata kehti hai teri kahani tere liye bechain hai sholon mein lipti jawaani seene mein bal kha raha hai dhuwan sunn ja dil ki daastaan ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan lehron ke labon par hain khoye huye afsaane gulzaar ummeedon ke sab ho gaye veerane tera pata paaun kahaan soone hain saare thikane jaane kahaan gum ho gaye jaa ke wo agle zamaane barbaad hai aarzoo ka jahaan sunn ja dil ki daastaan sunn ja dil ki daastaan
ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ye raat ye chaandani phir kahan sun jaa dil ki daastaan ye raat ye chaandani phir kahan sun jaa dil ki daastaan hm hm hm hm hm hm hey pedon ki shaakhon pe pedon ki shaakhon pe soyi soyi chaandani pedon ki shaakhon pe tere khayalon mein khoi khoi chaandani aur thodi der mein thak ke laut jaayegi raat ye bahar ki phir kabhi na aayegi do ek pal aur hai ye samaa sun jaa dil ki daastaan hm hm hm hm hm hm heyy lehron ke hothon pe lehron ke hothon pe dheema dheema raag hai lehron ke hothon pe bheegi hawaon mein thandi thandi aag hai iss haseen aag mein tu bhi jal ke dekhle zindagi ke geet ki dhun badal ke dekhle khulne de ab dhadkanon ki zubaan sun jaa dil ki daastaan heyyy jaati baharen hain jaati baharen hain uthati jawaniyaan jaati baharen hain taaron ki chhaanv mein kehale kahaniyaan ek baar chal diye gar tujhe pukaar ke laut kar na aanyenge kafile bahaar ke ek baar chal diye gar tujhe pukaar ke laut kar na aanyenge kafile bahaar ke aaja
sun jaane jaan kehta hai kya ye bahaar ka sama kahe lelo ye nazaare ban jaao humaare sajna sajna sajna sun jaane jaan kehta hai kya ye bahaar ka sama kahe lelo ye nazaare ban jaao humaare sajna sajna sajna sun jaane jaan laa apni aankhon ke jaam barson ka pyaasa hai dil bharke milan ka nasha tumko bulaata hai dil laa apni aankhon ke jaam barson ka pyaasa hai dil bharke milan ka nasha tumko bulaata hai dil sun jaane jaan kehta hai kya ye bahaar ka sama kahe lelo ye nazaare ban jaao humaare sajna sajna sajna sun jaane jaan kho jaayen aao kahin hum chalke phoolon tale phir na juda hon kabhi aise milen hum gale kho jaayen aao kahin hum chalke phoolon tale phir na juda hon kabhi aise milen hum gale sun jaane jaan kehta hai kya ye bahaar ka sama kahe lelo ye nazaare ban jaao humaare sajna sajna sajna sun jaane jaan ek tere kaajal se aaj kitni hai kaali ghata chhaayi huyi hai tamaam kya pyaar waali ghata ek tere kaajal se aaj kitni hai kaali ghata chhaayi huyi hai tamaam
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Suljhao Na Uljhi Zulfon Ko Girls Hostel (1962) 03:18 16243
 
Poster of Girls Hostel (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Ajeet, Geetanjali
Duration : 03:18   Song Number : 16243   

Sultaana Sultaana Shreeman Funtoosh (1965) 05:04 38634
 
Poster of Shreeman Funtoosh (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 05:04   Song Number : 38634   

Sultaana Sultaana Mera Naam Tarana (1979) 03:35 12514
 
Poster of Tarana (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Usha Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ranjeeta, Others
Duration : 03:35   Song Number : 12514   

Sultana Mera Naam Hai Sangram (1976) 06:26 19300
 
Poster of Sangram (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 06:26   Song Number : 19300   

Suman Sudha Man Pasand (1980) 03:19 12378
 
Poster of Man Pasand (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Tina Munim
Duration : 03:19   Song Number : 12378   

Sumar Manva Shirdi Ke Sai Baba (1977) 03:49 40623
 
Poster of Shirdi Ke Sai Baba (1977)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Pandurang Dixit
Music Director- 
Pandurang Dixit
Singer- 
Anup Jalota
On Screen Actors- 
Sudhir Dalvi
Duration : 03:49   Song Number : 40623   

Sun Ae Bahar E Husn Night In London (1967) 04:03 32958
 
Poster of Night In London (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Mala Sinha
Duration : 04:03   Song Number : 32958   

Sun Aye Maahzabin Dooj Ka Chaand (1964) 03:17 40736
 
Poster of Dooj Ka Chaand (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:17   Song Number : 40736   

Sun Baal Brahmachari Sanyasi (1975) 05:31 38270
 
Poster of Sanyasi (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Hema Malini, Manoj Kumar
Duration : 05:31   Song Number : 38270   

Sun Bairi Balam Sach Bawre Nain (1950) 03:01 40709
 
Poster of Bawre Nain (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Rajkumari
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Geeta Bali
Duration : 03:01   Song Number : 40709   

Sun Bhai Baraati Warrant (1975) 04:48 37456
 
Poster of Warrant (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Dev Anand
Duration : 04:48   Song Number : 37456   

Sun Bhanvara Ok Jaanu (2017) 04:19 40566
 
Poster of Ok Jaanu (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Aditya Roy Kapoor, Shraddha Kapoor
Duration : 04:19   Song Number : 40566   

Sun Chaand Meri Ye Daastan Naag Jyoti (1963) 03:26 39660
 
Poster of Naag Jyoti (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Sardar Malik
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:26   Song Number : 39660   

Sun Champa Sun Taara Apna Desh (1972) 05:38 21256
 
Poster of Apna Desh (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 05:38   Song Number : 21256   

Sun Dard Bhari Fariyaad Pak Daman (1957) 03:24 16285
 
Poster of Pak Daman (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Adeeb, Balam, Chitra
Duration : 03:24   Song Number : 16285   

Sun Giniya Ginny Aur Johnny (1976) 03:39 33011
 
Poster of Ginny Aur Johnny (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Mehmood, Baby
Duration : 03:39   Song Number : 33011   

Sun Ja Aa Thandi Hawa Haathi Mere Saathi (1971) 05:28 21258
 
Poster of Haathi Mere Saathi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tanuja
Duration : 05:28   Song Number : 21258   

Sun Ja Dil Ki Dastaan (Duet) Jaal (1952) 03:46 13389
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Dev Anand
Raag- 
Kafi
Duration : 03:46   Song Number : 13389   

Sun Ja Dil Ki Dastaan (Male) Jaal (1952) 04:56 12082
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:56   Song Number : 12082   

Sun Jaane Jaan Sannata (1981) 04:33 41024
 
Poster of Sannata (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 04:33   Song Number : 41024